
Single

Single
As published with the recording.
Connect with Nadeem Sarwar:
Connect with Ali Shanawar:
Connect with Ali Jee:
LYRICS:
Sakina s.a (2x)
Haaye Sakina s.a (2x)
Zindaan Main Baray Dard Se Rehti Hai Sakina s.a
Baba Ki Judai Main Tarapti Hai Sakina s.a
Lipti Hui Madar Se Ye (Kehti Hai Sakina s.a) 3x
Aye Madar-e-Zoram Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x
Qissa-e-Baba Bigo Qissa-e-Baba 2x
Dil Tang O Aseeram Choo Be Zindan-e-Sitam Gar 2x
Aey Ghamzada Madar Tu Bara-e-Dil-e-Dukhtar 2x
Baba Ki Batain Karo Baba Ki Batain 2x
Jis Din Se Juda Ho Gaye Baba
Heraan O Preshaan Hai Kunba