
Single

Single
As published with the recording.
Central Idea and Composed by Nadeem Sarwar
Poetry by Rehan Azmi
Connect with Nadeem Sarwar:
Connect with Ali Shanawar:
Connect with Ali Jee:
LYRICS:
Hungam-e-Asr Ka Manzar Hai
Na Ghazi a.s Na Koi Lashkar Hai
Wa Ghurbataa
Ayi Wa Ghurbata
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beganey Dais Main
Halmin ki Hai Sada
Koi Nahi Hussain a.s Ka
Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main
Hai Asr Ka Samaa, Rota Hai Aasmaan
Hai Aakhri Azaan, Gham Sey Hai Neem Jaan