
Single

Single
As published with the recording.
Composed by Nadeem Sarwar, Ali Shanawar & Alijee
Poetry by Nadeem Sarwar & Jawad Jafri
LYRICS:
Ba-Yaad-e-Khoon-e-Shaheedaan, Ba-Naam-e-Aazadi
Karain Gey Dil Se Sada Ehtaram-e-Aazadi
Sunao Saray Watan Ko Payaam-e-Aazadi
Tamam Ehl-e-Watan Ko Salam-e-Aazadi
Azad Pakistan
Ham Kahin Rahain Ham Yehi Kahain Ho Shaad Pakistan
Pakistan Hamari Jaan
Sabz Parcham Per Tera Jo Chaand Tara Hai
Ba Khuda Hamko Ye Apni Jaan Sey Payara Hai
Allah Karey Ta Hashar Rahy Aabad Pakistan
Aazad Pakistan
Khetiyaan, Sehra, Samandar, Wadiyaan Teri
Saari Duniya Se Haseen Aabaadiyaan Teri